Tuesday, March 17, 2009

मौत तू इसतरह आ !!


इस तरह आ..

सुन मौत!तू इसतरह आ
हवाका झोंका बन,धीरेसे आ!
ज़र्रे की तरह मुझे उठा ले जा
कोई आवाज़ हो ना
पत्ता कोई बजे ना
चट्टानें लाँघ के दूर लेजा !
किसीको पता लगे ना
डाली कोई हिले ना
आ,मेरे पास आ,
एक सखी बन के आ,
थाम ले मुझे
सीनेसे लगा ले,
गोदीमे सुला दे,
थक गयी हूँ बोहोत,
मीठी सी लोरी,
गुनगुना के सुना दे!
मेरी माँ बन के आ ,
आँचल मे छुपा ले !

1 टिप्पणियाँ:

परमजीत बाली said...

आप से एक निवेदन,आप निराशावादी मत बनें।जीवन में उतार-चड़ाव तो आते-जाते रहते हैं।

3 comments:

Anonymous said...

मेरी माँ बन के आ ,
आँचल मे छुपा ले !
सच में आजकल कुछ ऐसे ही ख्याल मन में आते हैं...
सुंदर कविता है... बहुत अची लगी.. सच कहूँ तो सहारा सी है...
आपने जी मेरी होसला अफजाई की उसके लिए बहुत शुक्रिया...
आप भी बहुत सुंदर लिखती हैं...
मीत

Anonymous said...

एक सखी बन के आ,
थाम ले मुझे
सीनेसे लगा ले,
गोदीमे सुला दे....
बहुत सुंदर लिखती हैं...

'sammu' said...

AB TO GHABRA KE KAHTE HAIN KI MAR JAYENGE .
MARKE NA MILA CHAIN TO KAHAN JAYENGE ?

A VERY FAMOUS SHER TO DEFINE LIFE AND ITS PURPOSE. MAY I FOLLOW ...................
----------------------------
TUJHME HIMMAT HAI TO NA MAUT KO TOO BHEEKH BANA .
UTHKE HIMMAT SE TOO HIMMAT KO SAHARA DE DE .

KAHDE HIMMAT SE TOO DUNIYAN KEE SAB LAKEERON KO,
TOD DE JANG LAGEE VAQT KEE JANJEERON KO .

HAI JO HIMMAT TO TOO KAR APNE IRADON KO ATAL
AUR HIMMAT SE KAR DIL KEE KAHEE HAR EK AMAL

YAHEE AAZADEE HAI ANDAR SE TOO GULAM KAHEEN KISEE KA TOO HAI SAVERA TUJHE GUMAN NAHEEN ?

MAUT TO HAI HEE ATAL AAYEGEE HEE AAYEGEE
TEREE SAHMEE SEE ZINDGEE BHEE NIKAL JAYEGEE

TUJHME HIMMAT HAI TO TOO APNEE BAGAWAT KARLE
YA TO US KAID ME JEE USKEE SHIKAYAT KARLE

CHAR AANSOO KOYEE KHAIRAT KEE DE JAYEGA
JAB TOO ROYEGA TO BAS ROYENGEE AANKHEN TEREE
KISKO FURSAT KI TERE DARD ME BANT PAYEGA

APNEE UMMEED KEE JALTEE HUYEE MASHAL UTHA
JO TOO UTH JAYE TO CHOO PAYEGA BULANDEE KO.
VARNA ROTA RAHEGA KAID KEE EK ' BANDEE ' KO

TUJHME HIMMAT HAI TO , TOO EK BAGAWAT KARLE
SATH AAYE KOYEE TO PYAR SE DAMAN BHAR LE ZINDGEE ZULM KE SAYE ME YA JAYA KARLE
YA TO FIR TODNE PAYAL KA IRADA KAR LE

APNE BAJOO ME TOO PAYEGA USKEE TAKAT
APNEE BAHON ME TOO PAYEGA USKEE ULFAT
USKEE BHEE RAH KO THODA SA UJALA DEDE
YA TO FIR MAN 'ATAL' JO MILA BAS VO JEE DE

BHOOL JA HAI KOYEE PALKON KO BICHAYE BAITHA
VO MEHAR USKEE KEE DAMAN KO BICHAYE BAITHA

PYAR KO SHARTON KEE JANJEERON KA MOHTAZ BANA
TOO YE KAHTA HAI TUJHE MAUT PYAR KEE AAYE
CHOD JAYEGA YE DUNIYA MAGAR NAHEEN HOGA
APNEE DUNIYA ME APNA KHWAB KUCH TO JEE PAYE .

MANG LE MAUT TUJHE JEENE KEE HIMMAT JO NAHEEN
MANG LE MAUT JO JEENE KEE FIR HASRAT HEE NAHEEN
YA TO FIR TOD DE PAYAL KEE GULAMEE KO KAHEEN
YA TO FIR KAIDE UMAR KA TOO ZANAZA BAN JA
YA TO TOO USKE HEE KHWABON KEE BAJUON ME SAMA

USKEE DUNIYAN HEE TEREE DUNIYA HAI UTHJA PALE YA TO US SHAN BHAREE KAID KA SHIKWA GA LE

MANG LE MAUT YA JEENE KA IRADA KAR LE .
AAJ KAR PAYE TO KARLE JARA USKEE KHATIR
HATH LE THAM ZAMANE SE BAGAWAT KAR LE .

MAUT KA EK DIN ATAL HEE SAHEE,
ZINDGEE ROJ HAI NAHEEN MILTEE .
DHOOP BHEE CHAON BHEE BASERE BHEE
PYAR KO ZINDGEE NAHEEN MILTEE ?

SOCH LE AUR BATA TERA BHEE VAADA KYA HAI
JEENE YA MARNE KA TOO BOL IRADA KYA HAI ??