Thursday, April 9, 2009

राह...जिसकी मंजिल नही....

मै उस राह्पे निकल पड़ी,
मंज़िल जिसकी नही थी कोई..
राहों! तुमसे कोई गिला नही,
बेज़ुबाँ थी तुम, तुम क्या कहती?
वो तो मेरी चाहत धोखा दे गयी,
ज़ुबाँ होती, तो तुम चीन्खतीं
रुको, एक क़दम बढ़ना नही,
तुम पुकार, पुकारके कहतीं !!

3 comments:

'sammu' said...

manzil hee jisme taya ho to, fir kya bacha khuda ?
jo rah khud hee ho junoon , manzil banake dekh !

shama said...

Band aasmaanonkee badaree kis raah ko apnaa jonoon bana sakti hai? Uskee to paridhi, seemayen, koyi aur tay karta hai...ek tukdebhar, band aasmaanme use bhatak nekee "aazaadee" dee jatee hai...uske bahar to wo majaal ke paar kar le...uska namonishan nahee bachega...wobhi manzoor hai, par band aasmaan kee qaidse chhoote to...! Use to na uska dwar pata na chabhi .....

Pawan Kumar Sharma said...

Dear Shama Ji,
Aap ka tah-e-dil se shuqriya, mere blog par aane aur apne keemati vicharon se use nawzne ke liye.
see my other blogs also